Friday, February 8, 2008

Siski...

Siski lene se pehle tu jaanta hain
Aur rota mere aasuwoh ke saath
Jab dil ka tutha hai koi tukda
Tu thamtha hain mera haath

Kaandhe pe sir rakh ke mera
bhar leta aaghosh main apni
Duniya na kabhi ise samjhegi
Par main jaanta hoon masih

Siski leta hoon main
Par aasoon tera girta kahin......

No comments: