Thursday, July 1, 2010

"Shor"

Kuch likh aye fariyaadein
Kuch dil halka kiya
Le kar bus ek chain ki saas
Behte hi the ki ehsaas hua
Kalam main na sihahi thi
Na kagaaz main jor
Phir bhi....
kabhi kabhi undikhe akshar bhi
kitna macha jaate hain shor...